Dil Buddhu
Bol na tu zaraa
Kya mujhe ho rahaa
Main raha naa meraa
Ho gaya hoon teraa
Palkon ke raaste
Khwaab ye rang le
Saans mein rehke tu
Rooh ko dhang de
Lafzon ko sun zara sanware oh tu...
Dil hai ye awaara
Dil buddhu hai haan
Dil nadaan hai
Dil jaane hai kya ? (x2)
Dekho na tum yeh kya mujhko hone laga
Mera jahan phir tujhi mein khone laga hai jaane kyun?
Ansuni si baatein hain aankhon mein teri
Khamoshi bhi keh rahi kahaani teri
Jo naa kahaa...
Raaste yeh mere
Tere sang chal rahe
Aa wahan le chaloon
Naa jahan ho haddein
Saath mein bas rahe sanware oh tu...
Dil hai ye awaara
Dil buddhu hai haan
Dil nadaan hai
Dil jaane hai kya
Lamha mera lamhon se mil jaye tere
Tu wahan ho
Aasman zameen mein na rahe faasle
Koi subah jahaan raaton se na milti
Aisi jagah bandishon se hoke hum pare
Aa milein...
Tu hawa si rahe mere hi darmiyaan
Aa chhupa ke rakhun tumko hi main yahaan
Khona na phir kahi sanware oh tu...
Dil hai ye awaara
Dil buddhu hai haan
Dil nadaan hai
Dil jaane hai kya (x2)
-
Ashish KhandalMusic Composer
-
Jubin NautiyalSinger
-
Pawni PandeySinger
-
Project Type:Song
-
Country of Origin:India
-
Language:Hindi
-
Student Project:No